
dil ko samjhana - kehdo kya- aasaan hai?
dil to fitrat se - sunlo na - beimaan hai.
yeh khush nahi hai jo mila..
bas, maangta hi hai chala.
janta hai, har lagi ka - dard hi hai ek sila.
kyun naye naye se dard ki firaq mein talaash mein udaas hai dil!
*( khoya khoya chand from khoya khoya chand)
1 comment:
wah wah ......... wah wah ........
kaha se uthaya?? atleast reference toh dedeti????
Post a Comment