Its Rocking from Kya Love Story Hai
Its probably the only thing that rocked in this movie.
(it's rocking, yaara kabhi ishq toh karo
it's rocking, maro tum ishq pe maro) - 2
chaahe agar yeh dil toh kya roshan jahaan karde
iski inaayat ho toh zarre ko khuda karde
(main sadke jaanwaan - 2 ho ishq pe yaara main sadke jaanwaan) - 2
kya zamin hai kya palak, hai duniya jahaan talak - dekho dekho silsila hai ishq ka
chaahe gum de ya khushi, har haal mein yunhi - karo jara shukriya tum ishq ka
zidd pe jo aa jaaye toh ik pal mein fanaa karde
iski inaayat ho toh zarre ko khuda karde
(main sadke jaanwaan - 2 ho ishq pe yaara main sadke jaanwaan)
Main sadke Jaawaan!!!
No comments:
Post a Comment